IPL 2025: Everything You Need to Know - "The Ultimate IPL Hub"
Hello Viewers, To kaise hai aap log so jaisa ke hum sabko pata hai aur bahut acha bhi lagta h ye batate hue ki Hamari Men’s Cricket team ne “ICC Champions Trophy 2025” jeet liya hai. Aur hum sab ko pata he ki humne ye trophy sabhi players ke eksath mehnat aur dedication ke wajah se hi jeete he. But ab Jaisa ki hume pata he ki garmi ka season aa chuka aur sath me har Indian cricket fan ko pata h ki ab Cricket ke sabse bade tyohar ka time bhi aa chuka hai aur iss tyohar ka naam he “Indian Premier League (IPL)” Jiska Sabko besabri se bache se lekar bado tk ko intezar h. To ab wait khatam hota hai kyunki ne“IPL-2025” start ho rha he.
Aur sabse se badiya baat isbaar ye hai ki humare india ke cricket ke tyohar ko 18 Years ka ho chuke hai and is baar BCCI ke mutabik IPL-2025“22nd March 2025” se start ho raha hai aur finals honge “25th May 2025”</b< honge. So aaj hum aap sabko IPL-2025 ki puri jankari denge sirf aur sirf is blog mai.
Jaisa ki mai aap sabko bata du ki iss baar kul-mila kar “74 Matches” hongi sabhi teams ke beech me aur jo team sabse badhiye aur tabadtod khelegi vo team final me aaegi aur IPL-2025 ka khitab ghar le jayegi.
Ye 74 Match 13 alag alag venue me khele jayenge jisme har team 14 baar ek dusre ke sath mukabla karegi. Sath me aapk sabko bata de ki IPL ki matches ek din do baar bhi kheli jati h jisme matches jo dupher me rahegi uska timing hoga “03:30 PM” se aur jo matches sham ko kheli jayegi unka timing hoga “07:30 PM” .

IPL-2025 ka pehla match hoga pichle saal ki vijeta team “Kolkata Knight Riders (KKR)” aur “Royal Challengers Bangalore (RCB)” ke beech mai aur vo bhi Kolkata ke favorite Home ground “Eden Gardens” Stadium mai jo Shuru hoga Shaam ko 07:30 baje.
Aur 23rd March ko IPL-2025 ka double Header matlab ek din me do Matches hongi.
Pehla match jo dupher me hoga vo hai “Sunrisers Hyderabad (SRH)” aur “Rajasthan Royals (RR)” ke beech mai hoga jo 03:30 se shuru hoga aur din kaa dusra match joki shaam ko 07:30 baje shuru vo he “Chennai Super Kings (CSK) aur “Mumbai Indians (MI)” ek beech me “MA Chidambaram Stadium”.
- Chennai Super kings (CSK)
- Delhi Capitals (DC)
- Rajasthan Royals (RR)
- Royal Challengers Bangalore (RCB)
- Sunrisers Hyderabad (SRH)
- Punjab Kings (PBKS)
- Gujarat Titans (GT)
- Mumbai Indians (MI)
- Kolkata Knight Riders (KKR)
- Lucknow SuperGiants (LSG)
Here are the “IPL 2025 teams” with their respective players:
Chennai Super Kings (CSK)
- Captain - Ruturaj Gaikwad
- Batsmen: Ruturaj Gaikwad, Devon Conway, Rahul Tripathi, Sheikh Rasheed
- All-rounders: Ravindra Jadeja, Shivam Dube, Sam Curran
- Bowlers: Matheesha Pathirana, Mukesh Choudhary, Nathan Ellis

Delhi Capitals (DC) - Captain - Axar Patel
- Batsmen: Harry Brook, Jake Fraser-Mcgurk, Faf Du Plessis
- All-rounders: Axar Patel, Mitchell Santner
- Bowlers: Kuldeep Yadav, Dushmantha Chameera, Mitchell Starc

Gujarat Titans (GT) - Captain - Shubhman Gill
- Batsmen: Shubman Gill, Sai Sudharsan, Glenn Phillips
- All-rounders: Rashid Khan, Rahul Tewatia, Hardik Pandya
- Bowlers: Mohammad Siraj, Kagiso Rabada, Prasidh Krishna

Kolkata Knight Riders (KKR) - Captain - Ajinkya Rahane
- Batsmen: Rinku Singh, Angkrish Raghuvanshi, Manish Pandey
- All-rounders: Sunil Narine, Andre Russell, Venkatesh Iyer
- Bowlers: Varun Chakaravarthy, Harshit Rana, Anrich Nortje

Lucknow SuperGiants (LSG) - Captain - Rishabh Pant
- Batsmen: Aiden Markram, David Miller, Ayush Badoni
- All-rounders: Marcus Stoinis, Mitchell Marsh, Shahbaz Ahamad
- Bowlers: Ravi Bishnoi, Avesh Khan, Mohsin Khan

Punjab Kings (PBKS) - Captain - Shreyas Iyer
- Batsmen: Musheer Khan, Pyla Avinash, Prabhsimran Singh
- All-rounders: Shashank Singh, Harpreet Brar, Glenn Maxwell
- Bowlers: Arshdeep Singh, Yuzvendra Chahal, Lockie Ferguson

Mumbai Indians (MI) - Captain - Hardik Pandya
- Batsmen: Suryakumar Yadav, Tilak Verma, Bevan John Jacobs
- All-rounders: Hardik Pandya, Naman Dhir, Raj Angad Bawa
- Bowlers: Jasprit Bumrah, Trent Boult, Deepak Chahar

Rajasthan Royals (RR) - Captain - Sanju Samson
- Batsmen: Sanju Samson, Yashasvi Jaiswal, Shimron Hetmyer
- All-rounders: Riyan Parag, Nitish Rana, Wanindu Hasaranga
- Bowlers: Yuzvendra Chahal, Trent Boult, Jofra Archer

Royal Challengers Bangalore (RCB) - Captain - Rajat Patidar
- Batsmen: Rajat Patidar, Virat Kohli, Devdutt Padikkal
- All-rounders: Liam Livingstone, Krunal Pandya, Tim David
- Bowlers: Josh Hazlewood, Bhuvneshwar Kumar, Rasikh Dar

Sunrisers Hyderabad (SRH) - Captain - Pat Cummins
- Batsmen: Atharva Taide, Abhinav Manohar, Aniket Verma, Sachin Baby, Travis Head
- All Rounders : Harshal Patel, Wiaan Mulder, Abhishek Sharma, Nitish kumar Reddy
- Bowlers : Pat Cummins, Mohammad Shami, Rahul Chahar, Adam Zampa, Simarjeet Singh,
Zeeshan Ansari, Jaydev Unadkat, Eshan Malinga
